Movie Index


Zuba Zuba - Kurbaan (1991)
T-Series
Zuba Zuba Song Lyrics
Song Duration: 2:53
Ek Do Din Ki Jawani Hai
Ek Do Din Ki Kahani Hai
Ek Do Din Ki Jawani Hai
Ek Do Din Ki Kahani Hai
Jaalima Tu
Gale Laga Le
Din Gujar Jaye Na
Zuba Zuba O Zuba Zuba Zuba
Zuba Zuba O Zuba Zuba Zuba
Solva Jawani Ka Sal Hai Sanam
Khilti Kali Ko Chum Le
O Solva Jawani Ka Sal Hai Sanam
Khilti Kali Ko Chum Le
Kise Hai Pata Kab Hoga Kya
Masti Mein Tu Jhum Le
Ye Nashili Umar Dilbar
Jake Phir Aaye Na
Zuba Zuba O Zuba Zuba Zuba
Zuba Zuba O Zuba Zuba Zuba
Yaar Mere Jab Se
Haseen Huyi Main
Sab Ke Dilo Mein Gad Gayi
Yaar Mere Jab Se
Haseen Huyi Main
Sab Ke Dilo Mein Ghad Gayi
Jau Main Kaha Bach Ke Yaha
Duniya Pichhe Pad Gayi
Itne Deewane Dil Kise Doon
Koi Samjhaye Na
Zuba Zuba O Zuba Zuba Zuba
Zuba Zuba O Zuba Zuba Zuba
Ek Do Din Ki Jawani Hai
Ek Do Din Ki Kahani Hai
Ek Do Din Ki Jawani Hai
Ek Do Din Ki Kahani Hai
Jaalima Tu
Gale Laga Le
Din Gujar Jaye Na
Zuba Zuba O Zuba Zuba Zuba
Zuba Zuba O Zuba Zuba Zuba

Zuba Zuba Song, Lyrics of Zuba Zuba
DMCA   |   Privacy Policy