Movie Index


Gungunati Rehti Hoon - Hindi Single Tracks
Gungunati Rehti Hoon
Zee Music Company
Gungunati Rehti Hoon Song Lyrics
Song Duration: 3:40
Gungunati rehti hoon tera naam aksar
Baadalon pe chalti hoon tumhe saath lekar
Kisi mod pe milo na tum
Kuch door sang chalo na tum

Aandhiyan si chalti hain
Jab tum ho chalte
Bijliyan si girti hain
Jab tum sawarte

Kisi mod pe milo na tum
Mere sang sang udo na tum

Ikk halka sa nasha
Rehta hai aaj-kal
La la…
Khwabon mein tu mere
Chalta hai aaj-kal
La la…

Iss neend se uthana tum
Kisi mod pe milo na tum

Gungunata rehta hoon tera naam aksar
Baadalon pe chalta hoon tumhe saath lekar
Kisi mod pe milo na tum
Mere sang sang udo na tum

Jis din tu na dikhe
Main sau pata nahi
La la…
Humko tere bina
Jeena aata nahi
La la…

Meri dhadkane suno na tum
Mere sang sang udo na tum

Haan, gungunati rehti hoon tera naam aksar
Baadalon pe chalti hoon tumhe saath lekar
Kisi mod pe milo na tum
Kuch door sang chalo na tum

Gungunati Rehti Hoon video song


DMCA   |   Privacy Policy